SMS & Jokes

Hindi Sad SMS

Waade bhi dost ne kya khub nibhaye, Zakham muft mein aur dard tohfe me bhijwaye, Is se badhkar wafa ki misaal kya hogi, Maut se pehle hi dost kafan le aaye.

Share it

Barsaat ki bheegi raaton mai fir koi suhaani yaad ayi Kuch apne jamana yaad aaya kuch unki jawani yaad aayi Hum bhool chuke they jisne Hume duniya mai akela chor diya Jab gaur kiya tau ek surat jaani pehchaani yaad aayi..

Share it

Pathhar ki hai duniya jazbaat nhi smjti, Dil me kya hai baat, vo baat nhi smjti. Tanha to chand bhi hai sitaro k beech magar, Chand ka dard ye Raat nhi samjti.

Share it

koi naa mila aisa jispe duniya luta dete, sabne diya dhoka kis kis ko bhula dete, dil ka dard dil mai dabaye rakha, bayan kiya hota to mehfil ko rula dete.

Share it

Unse door janey ka irda na tha.. Sadaa sath rehny ka bhe vaada na tha.. Woh yaad na karange ye janty thy hum.. Per itni jaldi bho0l jayenge andaza na thaa…..!

Share it

Dhoka diya tha jab tum ne mujhe, Dil se main naraaz tha, Phir socha ki dil se tumhe nikal dun, Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.....

Share it

Kismat par aitbar kisko hai, Mil jaye khushi inkaar kisko hai, Kuch mazboorian hain mere dost, Warna judai se pyaar kisko hai.

Share it

Yaad karke tujhko-e-dost har khushi kam lagti hai , Honthon par hansi hai par aankhen num lagti hain.

Share it

Unke liye jab humne bhatkna chhod diya,Yaad me unki jab tadpna chhod diya,Wo roye bahut aakar tab humare paas,Jab humare dil ne dhadkna chhod diya..

Share it

Usko kya saza doon jisne mohabbat mein hamara dil tod diya Gunah to hamne kiya jo uski baaton ko mohabbat ka rang diya

Share it

sapno ki duniya humne sajai thi bade armaan se socha tha karenge pura aapna har sapna bade samaan se na jaane ye kaisi chai aandhi ye kaisa tufaan aaya hai jis ne kar diya adura mujhe mera har sapna jalaya hai

Share it

Yeh dil pyaar ke kabil na rah, Koi bhi izhaar ke kabil na raha, Is dil mein bas gai dosti aapki, Abh to chand bhi deedar ke kabil na rah.

Share it

Din me deepak jalaane se kya hoga, raakh me aag lagaane se kya hoga, jab aapko aati nahi humaari yaad, to aapko yaad dilaane se kya hoga

Share it

Delhi It

Domain Name, Email Hosting, Web Hosting, SSL Certificat, VPS & Server

www.Delhiit.com