Jub aap namaz k liye khare hote ho to, sar se aasman tak Rehmat-e-Ilahi ghata ban ker cha jati hai, Farishte aapke chehre ki taraf jama ho jate hain, Aik Farishta pukarta hai, ae namazi agar tu dekh le k tere samne kon hai or tu kis se baat kar raha hai to KHUDA ki qasam tu qayamat tak salam na pheray.