mohabbat aag hai; daaman ko bachaaye rakhiye, gar pyaar ho gaya hai to; seene mein chupaye rakhiye,
Share itchain aur sukun se hamara wasta na raha, jab se do dilo k beech koi faasla na raha, jab se aap ne is dil k darwaaze pe dastak di hai, aankho ka need se koi waasta na raha.........
Share itaap is dil ki har dhadkan me samaayi hai, aapke ehsaas se hi dhadkano ne zindagi paayi hai, wada kariye chodne ka zikr bhi na karenge aap, kyuki aapka wajood hi mere wajood ki gahraayi hai........
Share ithamare naam se tham jati hain apki sanse, lekin apke naam aati hain hamari sanso me sanse, aap bhi khabo se nikal kar zara samne aaiye, aapke door jate hi tham jayengi ye sanse....
Share itjab aap hamari jindagi me aaye hain, tab se hamne chand lamhe sukun k paye hain, ab to har pal aapka hi khumar rehta hai, bas aap aap aap hi dil me samaye hain......
Share itaapne hamari neende churai hain, gar hamne aapka dil churaya to kya bura kiya, aapke ehsaas hame din raat chhedte hai, gar hamare khwabo ne aapko chheda to kya bura kiya...
Share ithamne ik pal ko door nahi kiya apse , app to parchhai bankar hamare sath the, jitne betab the aap hamse milne ko , ham bhi apse milne ko utne betab the...
Share ithum to madhosh hone ko bechain hai, aapke ishq me khone ko chain hai, ab to karwa dijiye deedaar-e-surat , warna waakai kategi maykhaane me yah zindgi.
Share itfasana ab afsana ban gaya, wo to hamara aapka diwana ban gaya, har sher me uske pyar bhare tahne hain, par har tahne ka main khushi khushi nishaana ban gaya...
Share itaaj meri khushi ka koi thikana nahi, unhe paakar ab kuchh aur pana nahi, aaj mere mehboob k sapno me khoi hoon mai, is khwab se ab umar bhar mujhe koi jagana nahi...
Share itKhoobsurat hai zindgi khwaab ki tarha jaane kab toot jaaye kaanch ki tarha kisi mod par mulakaat ho jaaye hamari, to aankh mat pherna anjaan ki tarha...
Share itPyar to sirf Tumhi se kiya hai, Har Ashq sirf Tumhari yaadon me bahaya hai. Har Parchai me sirf Tumhi ko Dhundta phirta hun, Har Haseen chehre me sirf Tumhi ko paya hai...
Share itTum jaan ho hamari-tum hi jindagi ho , tum hi dil ho-tum hi dhadkan-tum hi saans ho, Bin tumhare kese mumkin hai jindgi, jine ki hamare tum hi to aas ho.........
Share itTum jaan ho hamari-tum hi jindagi ho , tum hi dil ho-tum hi dhadkan-tum hi saans ho, Bin tumhare kese mumkin hai jindgi, jine ki hamare tum hi to aas ho.........
Share itmasla ye nahi ki guftgu humne bahane se ki, baatein jee bhar k khaali paymaane se ki, pal do pal ki zindagi me jo saath mil gaya, basa k apni saanso me use fir saans hi na li...
Share itzamane ki parwaah kise hai hum to aap pe marte hai, aaj ye khul k kehte hai ki hum ishq aap se karte hai, samajh sake to samajh le ye nigaho ka fasana hai jaanib, gustaakhiyo k dar se ye fasana baya hum nigaaho se karte hai...
Share itishk me aaj tak dard hi to paya hai, shukr hai sanam ko itna kahayl to aaya hai, dard aur dil dono ne hi to ye rishta banaya hai, aap chinta na kare hamne bahut soch k hi ye kadam aage badhaya hai..
Share itishq mein madhosh hona magar soch ke apni dilo-jaan fida karna magar soch ke iss umeed se ke wo laut ker ayega... kisi ke lautney ka intzaar karna magar soch ke
Share itmohabbat ki dolat asani se payi nahi jati, mil jaye to asani de thukrai nahi jati, hame bhi kitna pyaar hai apse, ye baat kehkar ke batayi nahi jati.....
Share itye dilo ki bate hai dilon ko hi samajhne do, na kaho kuchh hamse or na hamko kehne do, ham apko khone se bahut darte hain miya, isliye kuchh bato ko chhpa hi rehne do....
Share itpyaar ka hak to aapne kar diya ada, aapki isi sacchai pe to hum hai fida, kya hua jo aap hamare dilnashin na ban sake, aapko humse koi kabhi na kar paayega juda....
Share itaapki taareef k kaabil to ham nahi ye to bas zindagi ki bewafaai hai, gham aur khushi dono ko shabdo me piro sakte hai, hunar ye hamne zindagi se paya hai...
Share itpyaar me milati hai lambi judai, pyaar me milati hai sanam ki bewafai, ye to tohfa hai mohabbat ka mere dost, pyaar me milte hain "aansu ,dard or tanhai".....
Share itaap ko is haal me dekhne se dil darta hai, aap khush rahe bas dil yahi kehta hai, bewafaa ka dhong rachaya hamne bas is liye, ki naadan ye dil khudgarz bahut hota hai...
Share itpyar to bahut karte hai dil hi dil me. magar ishak ke ijhaar se darte hain, khaye itne jakhm is dil par ab talak, ki jakhmo k dard k ehsaas se darte hain...
Share itye dua poori ho ye aapke hath hai, hoti hamesha subah raat k baad hai, ho sake to humpe bharosa kar k dekhiye ek baar, aap na bhi kahe to bhi banda zindagi bhar aap k saath hai..
Share itapke hi bharose par to ji rahe hain, ashq-e mohbbat has has k pee rahe hain, aap mitaenge hamare darde dil ko, isi intjaar me to ham ab talak jee rahe hain...
Share itarmane mohabbat ko hamne jitna dabaya, utna hi khud ko hamne betab paya, ankhe band karke jab socha hamne, mere mehboob tab apka hi chehra nazar aya...
Share itKuch rishte anjane mein ho jate hai, pehle dil phir zindagi se jud jate hain, kehte hai uss daur ko dosti, jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai.
Share itaasu me na dhundo hame dil me bas jayenge tammana ho agar milne ki to band ankho me najar aayenge.
Share it